Quantcast
Channel: Krishna – Krishna Janmashtami Bhajan
Viewing all 51 articles
Browse latest View live

Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein
Har Ghadi Shyam Shyam Karata Hu
Tu To Befikar Ho Ke Baitha He
Me Tera Intajar Karata Hu

Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein
Har Ghadi Shyam Shyam Karata Hu
Tu To Befikar Ho Ke Baitha He
Me Tera Intajar Karata Hu
Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein
Har Ghadi Shyam Shyam Karata Hu
Tu To Befikar Ho Ke Baitha He
Me Tera Intajar Karata Hu
Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein

Dekhata He Tu Sari Duniya Ko
Paalata He Sambhalta Sab Ko
Dekhata He Tu Sari Duniya Ko
Paalata He Sambhalta Sab Ko
Apane Malik Ko Dekhana Chahu
Kya Ye Hak Nahi Saware Muj Ko
Kya Ye Hak Nahi Saware Muj Ko
Kyu Nahi Mil Raha He Tu Muj Ko
Koshise Bhi Hajar Karata Hu
Tu To Befikar Ho Ke Baitha He
Me Tera Intajar Karata Hu
Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein

Tuj Se Bate Karu Tammana He
Us Se Pehele Na Muj Ko Marana He
Tuj Se Bate Karu Tammana He
Us Se Pehele Na Muj Ko Marana He
Sukariya Kehedu Saware Tuj Ko
Aur Kuchh Kamana Rahi Na He
Aur Kuchh Kamana Rahi Na He
Hale Dil Kese Kya Kahu Tuj Ko
Ke Tuje Kitana Pyar Karata Hu
Tu To Befikar Ho Ke Baitha He
Me Tera Intajar Karata Hu
Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein

Vakt Itana Udhar Me Dedo
Milana Mujasehe Ya
Ki Aake Na Kehede
Vakt Itana Udhar Me Dedo
Milana Mujasehe Ya
Ki Aake Na Kehede
Jo Bhi Ho Samane Aake
Kehedo Mujako
Kese Mil Payega Pata Dedo
Kese Mil Payega Pata Dedo
Leheri Chit Chor Chhupa Kyu He
Minnte Bar Bar Karata Hu
Tu To Befikar Ho Ke Baitha He
Me Tera Intajar Karata Hu
Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein
Har Ghadi Shyam Shyam Karata Hu
Tu To Befikar Ho Ke Baitha He
Me Tera Intajar Karata Hu
Tere Darshan Ki Aarzu Dil Mein


Hara Bhara Lahraye Mere Shyam Ka Jhanda – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Hara Bhara Lahraye Mere Shyam Ka Jhanda – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Hara Bhara Lahraye
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Prabhu Ji Prabhu Ji
Ye Shubh Sandesh Sunaye
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Prabhu Ji Prabhu Ji

Is Jande Ko Mahavir Ne
Lanka Me Leheraya
Lanka Me Leheraya
Ravan Ka Abhiman Chur Kar
Vibhishan Raj Dilaya
Ye Shubh Sandesh Sunaye
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Prabhu Ji Prabhu Ji

Is Jande Ko Balak Dhruv Ne
Tan Mann Se Leheraya
Is Jande Ko Balak Dhruv Ne
Tan Mann Se Leheraya
Ram Ram Ka Sumiran Kar Ke
Atal Singhasan Paya
Ye Shubh Sandesh Sunaye
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Prabhu Ji Prabhu Ji

Is Jande Ko Narasih Bhagat Ne
Aur Kabir Ne Gaya
Is Jande Ko Narasih Bhagat Ne
Aur Kabir Ne Gaya
Raka Baka Sadan Kasai
Mira Ne Bhi Dhyaya
Ye Shubh Sandesh Sunaye
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Prabhu Ji Prabhu Ji
Hara Bhara Lahraye
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Prabhu Ji Prabhu Ji
Ye Shubh Sandesh Sunaye
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Mere Shyam Ka Jhanda Duniya Me
Prabhu Ji Prabhu Ji

Chhod Ke Jhuthi Mamata Baba Se Prit Laga Le – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Chhod Ke Jhuthi Mamata Baba Se Prit Laga Le – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Chhod Ke Jhuthi Mamata
Chhod Ke Jhuthi Mamata
Baba Se Prit Laga Le
Bande Shyam Ko Apana Bana Le
Bande Shyam Ko Apana Bana Le

Kaisi He Chinta Baba
Jab Sath Tera
Hatho Me Lelo Baba
Bas Hath Mera
Der Na Karo Meri
Bigadi Bana Do
Der Na Karo Meri
Bigadi Bana Do
Bigadi Bana Ke Meri
Kismat Jaga Do
Jivan Kiya Re Mene
Jivan Kiya Re Mene
Tere Havale
Bande Shyam Ko Apana Bana Le
Bande Shyam Ko Apana Bana Le

Juthe Jagat Ki Pyare
Juthi He Maya
Is Ke Chakkar Se
Koi Bachne Na Paya
Bach Ne Na Paya Chahe
Ho Gnani Dhyani
Bach Ne Na Paya Chahe
Ho Gnani Dhyani
Juthe Jagat Ki Anokhi Kaha Ni
Aaja Saran Me
Aaja Saran Me
In Ko Hi Mann Me Basa Lo
Bande Shyam Ko Apana Bana Le
Bande Shyam Ko Apana Bana Le

Sachcha He Baba Mera
Shish Ka Dani
Lakho Chamatakar
Aneko Kahani
Aneko Kahani
In Ki Mahima Vakhani
Aneko Kahani
In Ki Mahima Vakhani
Me Nahi Keheta Sari
Duniya Ye Jane
Andhe Ko Aakh Dedi
Andhe Ko Aakh Dedi
Firato Ko Shyam Sambhale
Bande Shyam Ko Apana Bana Le
Bande Shyam Ko Apana Bana Le
Chhod Ke Jhuthi Mamata
Chhod Ke Jhuthi Mamata
Baba Se Prit Laga Le
Bande Shyam Ko Apana Bana Le
Bande Shyam Ko Apana Bana Le

Girdhari Tera Kya Kehna – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Girdhari Tera Kya Kehna – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Krishna Mere Bhakt Tere
Govardhan Dham Jobhi Aye
Kar Parikrama Wo To Ek Din
Bhav Se Bhi Tar Jaye
Wo Tar Jaye

Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna
Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna
Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna

Bhakto Se Bole Krishna
Giriraj Ki Puja Karana
Ye Jan Indra Gusaye
Wo Krodhit Wo Thar Aye
Chal Unki Fir Samaj Aayi
Chal Unki Fir Samaj Aayi
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna

Jab Indra Ne Bhi San Varsha
Braj Me Karavai
Gabharaya Har Ek Prani
Jan Pe Ban Aai
Tune Chinta Sab Ki Mitai
Tune Chinta Sab Ki Mitai
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna
Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna

He Shri Krishna
Ho Shri Krishna
Parvat Uthake Jat Se
Pran Bachaye Sab Ke
Tab Man Indra Ka Tuta
Teri Mahima Sab Ne Gayi
Teri Mahima Sab Ne Gayi
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna
Tu Bigdi Sab Ki Banaye
Kanhaiya Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna
Giriraj Ungli Pe Uthaye
Girdhari Tera Kya Kehna

Shri Krishna Govind Gopala – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Shri Krishna Govind Gopala – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Krishna Govind Gopala
Hari Govind Govind Gopala

Shri Krishna Govind Gopala
Hari Govind Govind Gopala
Shri Krishna Govind Murali Manohar
Gokul Nandana Gopala
Shri Krishna Govind Gopala
Hari Govind Govind Gopala

Nanda Kishora Gopala Navneet Chora Gopala
Shri Krishna Govind Murali Manohar
Nanda Kishora Gopala Navneet Chora Gopala
Nanda Kishora Gopala Navneet Chora Gopala
Gokul Nandana Gopala
Shri Krishna Govind Murali Manohar
Gokul Nandana Gopala
Shri Krishna Govind Gopala
Hari Govind Govind Gopala

Devaki Nandana Gopala Danava Bhanjan Gopala
Devaki Nandana Gopala Danava Bhanjan Gopala
Shri Krishna Govind Murali Manohar
Gokul Nandana Gopala
Shri Krishna Govind Gopala
Hari Govind Govind Gopala

Gokul Nandana Gopala Govardhano Dhar Gopala
Gokul Nandana Gopala Govardhano Dhar Gopala
Shri Krishna Govind Murali Manohar
Gokul Nandana Gopala
Hari Govind Govind Gopala
Shri Krishna Govind Gopala
Hari Govind Govind Gopala
Shri Krishna Govind Murali Manohar
Gokul Nandana Gopala

Tujhe Chhod Kaha Jau – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Tujhe Chhod Kaha Jau – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Shyam Baba Sun
Aya Dar Pe
Muje Tera Ek Sahara
Duniya Ne Thukraya
Tera Das Gamo Se Hara

Tujhe Chhod Kaha Jau
Tujhe Chhod Kaha Jau
Meri Aas Tuhi To Hai
Mai Pau Thikana Kaha
Mai Pau Thikana Kaha
Vishvas Tuhi To Hai

Jag Walo Ne Itane Diye Gam
Muj Par Dhaye Utane Sitam Ha
Karuna Kar Ab Khatu Wale
Karuna Kar Ab Khatu Wale
Girate Ko Tu Hi To Sambhale
Sab Dur Huye Apne
Sab Dur Huye Apne
Mere Paas Tu Hi To Hai
Mere Paas Tu Hi To Hai
Vishvas Tuhi To Hai

Ankho Se Jo Aksh Behte
Mar Na Jau Gam Ko Sehte
Prem Tera Me Pana Chahu
Prem Tera Me Pana Chahu
Seva Me Nit Jana Chahu
Meri Dhadakan Dil Bhi Tu
Meri Dhadakan Dil Bhi Tu
Meri Sans Tu Hi To Hai
Meri Sans Tu Hi To Hai
Vishvas Tuhi To Hai

Dil Ke Tukde Tukde Huve He
Bahut He Gehare Zakhm Hare He
Chokhani Ko Sharan Laga Le
Chokhani Ko Sharan Laga Le
Pavan Ko Apna Das Bana Le
Kya Karana He Kaise Karu
Kya Karana He Kaise Karu
Meri Aas Tuhi To Hai
Meri Aas Tuhi To Hai
Vishvas Tuhi To Hai
Tujhe Chhod Kaha Jau
Meri Aas Tuhi To Hai
Mai Pau Thikana Kaha
Mai Pau Thikana Kaha
Vishvas Tuhi To Hai

Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Jay Shri Shyam
Jay Shri Shyam

Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa
Shyam Baba Tera Dar Hai Aisa
Hare Ka Sahara Tu Hi Hai
Mai Tere Dar Pe Aya Na Lekin
Mera Tan Mann To Sara Vahi Hai
Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa
Bhul Jane Ke Kabil Nahi Hai
Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa
Bhul Jane Ke Kabil Nahi Hai
Mai Tere Dar Pe Aya Na Lekin
Mera Tan Mann To Sara Vahi Hai
Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa
Shyam Baba Tera Dar Hai Aisa
Bhul Jane Ke Kabil Nahi Hai

Jinko Milta Nahi He Kinara
Unka Bas Ek Tu Hi Sahara
Jinko Milta Nahi He Kinara
Unka Bas Ek Tu Hi Sahara
Tu Muje Dede
Tu Muje Dede Apna Sahara
Tu Muje Dede Apna Sahara
Meri Naiya Bhanwar Me Fasi Hai
Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa
Shyam Baba Tera Dar Hai Aisa
Bhul Jane Ke Kabil Nahi Hai

Tere Dar Pe Hi Araman Nikle
Tere Charno Me Bas Pran Nikle
Tere Dar Pe Hi Araman Nikle
Tere Charno Me Bas Pran Nikle
Apne Charno Me
Apne Charno Me Dede Sahara
Apne Charno Me Dede Sahara
Mere Shyam Ka Pyara Tuhi Hai
Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa
Shyam Baba Tera Dar Hai Aisa
Bhul Jane Ke Kabil Nahi Hai

Shyam Kan Kan Me Tuhi Basa Hai
Koi Duniya Me Tujsa Kaha Hai
Shyam Kan Kan Me Tuhi Basa Hai
Koi Duniya Me Tujsa Kaha Hai
Sari Duniya Me
Sari Duniya Me Bas Nur Tera
Sari Duniya Me Bas Nur Tera
Tuhi Aasama Tuhi Jamin Hai
Khatu Wale Tera Dar Hai Aisa
Shyam Baba Tera Dar Hai Aisa
Bhul Jane Ke Kabil Nahi Hai
Shyam Baba Tera Dar Hai Aisa
Hare Ka Sahara Tu Hi Hai
Mai Tere Dar Pe Aya Na Lekin
Mera Tan Mann To Sara Vahi Hai

Krishna Janam Tyohar Aaya – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Krishna Janam Tyohar Aaya – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Krishna Janam Tyohar He Aaya
Krishna Janam Tyohar
Nacho Gavo Pyare Bhakto
Nacho Gavo Pyare Bhakto
Kar Ke Jay Jaykar
Krishna Janam Tyohar He Aaya
Krishna Janam Tyohar

Bhado Ki Thi Raat Andheri
Aai Ashtami Maya Feri
Bhado Ki Thi Raat Andheri
Aai Ashtami Maya Feri
Aai Ashtami Maya Feri
Janm Liya Kanha Ne Braj Me
Jag Ke Palan Har
Krishna Janam Tyohar He Aaya
Krishna Janam Tyohar

Sote Rahe Jel Rakhawale
Tut Gaye Bandhan Ke Tale
Sote Rahe Jel Rakhawale
Tut Gaye Bandhan Ke Tale
Tut Gaye Bandhan Ke Tale
Duniya Ke Rachane Wale Ki
Duniya Ke Rachane Wale Ki
Mahima Aparam Par
Krishna Janam Tyohar He Aaya
Krishna Janam Tyohar

Devaki Maa Ne Janame Kanhai
Nand Baba Ke Baje Badhai
Devaki Maa Ne Janame Kanhai
Nand Baba Ke Baje Badhai
Nand Baba Ke Baje Badhai
Ghar Ghar Me Bat Rahi Mithai
Ghar Ghar Me Bat Rahi Mithai
Chhai Khushi Apar
Krishna Janam Tyohar He Aaya
Krishna Janam Tyohar

Karlega Jo Mann Se Bhakti
Mann Ko Nishchit Milege Shakti
Karlega Jo Mann Se Bhakti
Mann Ko Nishchit Milege Shakti
Mann Ko Nishchit Milege Shakti
Pyare Bhakto Ho Javoge
Pyare Bhakto Ho Javoge
Bhav Sagar Se Par
Krishna Janam Tyohar He Aaya
Krishna Janam Tyohar
Krishna Janam Tyohar He Aaya
Krishna Janam Tyohar


Ye Kanha Nahi Mane Re Nahi Mane Re – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Ye Kanha Nahi Mane Re Nahi Mane Re – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Ye Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko
Ye Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko
Ye Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko
Vilo Vilo Dahi Maiya Hari
Fode Mataki Kishn Murari
Ye To Chhachh Lage He Felane
Machal Gaye Makhan Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko

Kahe Maiya Kanhaiya Se
Jada Makhan To Khavo Na
Kahe Mohan To Maiya Se
Or Kuchh Mohe Bhayena
Kahe Maiya Kanhaiya Se
Jada Makhan To Khavo Na
Kahe Mohan To Maiya Se
Or Kuchh Mohe Bhayena
Lage Mati Ka Dhera Ye Khane
Machal Gaye Mati Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Mati Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Mati Ko

Kahe Gujriya Kanha Se
Shir Se Mataki Giraona
Kahe Kanha Gujriyao Se
Hame Nakhre Dikhavo Na
Kahe Gujriya Kanha Se
Shir Se Mataki Giraona
Kahe Kanha Gujriyao Se
Hame Nakhre Dikhavo Na
Fode Mataki Ye Kanha Mastane
Machal Gaye Ladane Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Ladane Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Ladane Ko

Nand Baba Kahe Kanha
Tum Gaiya Charavo Na
Bole Baba Se Nand Lala
Hame Ban Me Bhejo Na
Nand Baba Kahe Kanha
Tum Gaiya Charavo Na
Bole Baba Se Nand Lala
Hame Ban Me Bhejo Na
Bhit Kishna Lagehe Musaka Ne
Machal Gaye Gokul Me
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Gokul Me
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Gokul Me

Kahe Radha Kanhaiya Se
Hame Bansi Suna Do Na
Kahe Ghanshyam Radha Se
Hame Nachake Dikhado Na
Kahe Radha Kanhaiya Se
Hame Bansi Suna Do Na
Kahe Ghanshyam Radha Se
Hame Nachake Dikhado Na
Lage Kanha Kamariya Latakane
Machal Gaye Madhuban Me
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko
Kanha Nai Mane Re Nai Mane
Machal Gaye Makhan Ko

Makhan Wali Makhan Chakha De – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Makhan Wali Makhan Chakha De – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Jo Chahe Wo Gvalin Hamse Mol Lele
Jo Chahe Wo
Jo Chahe Wo Gvalin Hamse Mol Lele
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Khavade

Barasane Se Makhan Layi Bharake Mataka
Makhan Na Khavave Gvalin Mare Jataka
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Barasane Se Makhan Layi Bharake Mataka
Makhan Na Khavave Gvalin Mare Jataka
Khadi Khadi Soche Kya Tu Baat Kehde
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Khavade

Gvalin Teri Chundari Ko Pallu Latake
Fase Gvale Yashoda Ko Lallu Matake
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Gvalin Teri Chundari Ko Pallu Latake
Fase Gvale Yashoda Ko Lallu Matake
Man Kehana Makhan Ko Tu Dan Kar De
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Khavade

Gvalin Tere Mathenu Kular Tapake
De Duga Athani Gvalin Kahe Bhadke
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Gvalin Tere Mathenu Kular Tapake
De Duga Athanni Gvalin Kahe Bhadke
Jave Kaha Gujri Bahana Karke
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Khavade

Makhan Jo Khavavegi To Chhod Duga
Varana Teri Mataki Ko Fod Duga
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Makhan Jo Khavavegi To Chhod Duga
Varana Teri Mataki Ko Fod Duga
Kabtak Jayegi Tu Bach Bachke
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Dona Bharake Kanha Ko Tu Makhan Dede
Makhan Wali Makhan Chakha De
Nandlala Ki Bhukh Mita De
Ab To Khilade Makhan

Sun Lo Maiya Yashoda Rani – Krishna Janmashtami Bhajan

$
0
0

Sun Lo Maiya Yashoda Rani – Krishna Janmashtami Bhajan

 

Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya
Nish Din Hamko Tang Kare He
Wo Tero Saanwariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya
Nish Din Hamko Tang Kare He
Wo Tero Saanwariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya

Ek Dina Panghat Pe Vane
Atkirar Machayi Thi
Atkirar Machayi Thi
China Jhapati Kari Shyam Ne
Todi Meri Kalai Thi
Todi Meri Kalai Thi
Hath Me Patthar Leke Maro
Fodi He Gagariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya
Nish Din Hamko Tang Kare He
Wo Tero Saanwariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya

Jab Me Gaiya Done Baithu
Bachada Te Dhilai He
Bachada Te Dhilai He
Gaay Dudh Gai Lat Mar Ke
Dudh Ko Diyo Girai He
Kalo Kalo Khata Mare
Wo Natavar Nagariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya
Nish Din Hamko Tang Kare He
Wo Tero Saanwariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya

Aaj Hamare Ghar Me Aayake
Aiso Tund Machayo He
Aiso Tund Machayo He
Gvalan Ke Sang Bhitar Ghus Gayo
Makhan Sabaro Khayo He
Makhan Sabaro Khayo He
Ghar Se Bahar Gai Me Dodi
Piche Se Khivariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya
Nish Din Hamko Tang Kare He
Wo Tero Saanwariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya
Sun Lo Maiya Yashoda Rani
Layi Hu Khabariya

Chham Chham Nache Teri Morani Mohan – Krishna Bhajan

$
0
0

Chham Chham Nache Teri Morani Mohan – Krishna Bhajan

 

Chham Chham Nache Teri
Morani Mohan
Chham Chham Nache Teri
Morani Mohan
Tuje Mora Pankh Bhaye
Sada Kanha Rashiya
Is Liye Mene Morani Ka
Is Liye Mene Morani Ka
Rup Le Liya
Is Liye Mene Morani Ka
Rup Le Liya

Nach Nach Nach Jara
Morani Tu Nach
Nach Nach Nach Jara
Morani Tu Nach
Mithi Murali Bajaye
Tera Shyam Rashiya
Tere Rup Ne To Haye
Tere Rup Ne To Haye
Mera Mann Moha Liya
Tere Rup Ne To Haye
Mera Mann Moha Liya

Morani Ke Rang Dhang
Kahe Tumhe Bhaye He
Morani Ke Rang Dhang
Kahe Tumhe Bhaye He
Is Liye Pankh Tune
Mathe Pe Sajaye He
Ho Le Ke Mann Me Umang
Aai Kanha Tere Sang
Tere Bina Kanha Mera
To Kahi Lage Na Jiya
Mere Mann Me Samaya Tu Hi
Mere Mann Me Samaya Tu Hi
Raj Rashiya
Is Liye Mene Morani Ka
Rup Le Liya

Morani Divani Meri
Mere Gun Gaye He
Morani Divani Meri
Mere Gun Gaye He
Pankho Ka Mukut Mere
Mathe Pe Sajaye He
Meri Morani Divani
Sachchi Prem Kahani
Is Ke Rup Ne Vairagi
Mera Mann Mohaliya Re
Is Ka Divana Huva He Ab
Is Ka Divana Huva He Ab
Kanha Rashiya Re
Is Ka Divana Huva He Ab
Kanha Rashiya Re
Tere Rup Ne To Haye
Mera Mann Moha Liya

Badi Bhagyasali
Bhagyavan Hu Me Morani
Badi Bhagyasali
Bhagyavan Hu Me Morani
Shyam Ji Ki Seva Mene
Pai Mann Bhavani
Muje Bhaye Shyam Rang
Mera Pura Pura Ang
Muje Rang Apane Hi Rang
Shyam Piya Re
Tere Rup Ne To Haye
Tere Rup Ne To Haye
Mera Mann Moha Liya
Is Liye Mene Morani Ka
Rup Le Liya

Nach Nach Nach Jara
Morani Tu Nach
Nach Nach Nach Jara
Morani Tu Nach
Mithi Murali Bajaye
Tera Shyam Rashiya
Tere Rup Ne To Haye
Tere Rup Ne To Haye
Mera Mann Moha Liya
Tere Rup Ne To Haye
Mera Mann Moha Liya

Bas Ek Nazar Kirpa Ki Chamatkar Karati He – Krishna Bhajan

$
0
0

Bas Ek Nazar Kirpa Ki Chamatkar Karati He – Krishna Bhajan

 

Jab Vakt Bura Kismat Bhi
Inakar Karati He
Jab Vakt Bura Kismat Bhi
Inakar Karati He
Bas Ek Nazar Kirpa Ki
Chamatkar Karati He
Jab Vakt Bura Kismat Bhi

Sidhi Nazar Pade To
Nazare Badal Jate
Nazare Badal Jate
Sidhi Nazar Pade To
Nazare Badal Jate
Teri Nazar Pade To
Sitare Palat Jate
Nazare Hi Nazar Ka Sapana
Nazare Hi Nazar Ka Sapana
Sakar Karati He
Bas Ek Nazar Kirpa Ki
Chamatkar Karati He
Jab Vakt Bura Kismat Bhi

In Ke Hukum Ka Kismat
Samman Karati He
Samman Karati He
In Ke Hukum Ka Kismat
Samman Karati He
Mere Shyam Ke Premi Ka
Vo Dhyan Rakhati He
Har Kadam Pe Kismat Us Ka
Har Kadam Pe Kismat Us Ka
Satkar Karati He
Bas Ek Nazar Kirpa Ki
Chamatkar Karati He
Jab Vakt Bura Kismat Bhi

Jis Pe Nazar Pad Jaye
Vo To He Khush Nasib
Vo To He Khush Nasib
Jis Pe Nazar Padajaye
Vo To He Khush Nasib
Mera Shyam Khud Rakhata He
Use Apane Dil Ke Karib
Is Sachch Ko Mohit Duniya
Is Sachch Ko Mohit Duniya
Svikar Karati He
Bas Ek Nazar Kirpa Ki
Chamatkar Karati He
Jab Vakt Bura Kismat Bhi
Inakar Karati He
Jab Vakt Bura Kismat Bhi
Inakar Karati He
Bas Ek Nazar Kirpa Ki
Chamatkar Karati He
Jab Vakt Bura Kismat Bhi

Dholiya Dhol Baja Aaj Mere Shyam Ne Aana He – Krishna Bhajan

$
0
0

Dholiya Dhol Baja Aaj Mere Shyam Ne Aana He – Krishna Bhajan

 

Dholiya Dhol Baja
Aaj Mere Shyam Ne Aana He
Dholiya Dhol Baja
Aaj Mere Shyam Ne Aana He
Us Shyam Salone Ka
Shyam Salone Ka
Mene Darshan Pana He
Dholiya
Dholiya Dhol Baja
Mere Baba Ne Aana He

Din Dayalu Karuna Sagar
Ham Sab Tere Dar Aaye
Din Dayalu Karuna Sagar
Ham Sab Tere Dar Aaye
Itar Chhatar Kesariya Baga
Tarah Tarah Ke Fal Laye
Pat Khol De Murali Vale
Khol De Murali Vale
Ham Ko Darshan Pana He
Dholiya
Dholiya Dhol Baja
Mere Baba Ne Aana He

Bada Chah He Mann Me Bhav He
Pyari Dekhe Suratiya
Bada Chah He Mann Me Bhav He
Pyari Dekhe Suratiya
Prem Bhav Se Bhog Lagakar
Sab Mil Bate Saawariya
Bahut Tere Fal Me
Bahut Tere Fal Me
Meva Dahi Chadana He
Dholiya
Dholiya Dhol Baja
Mere Baba Ne Aana He

Shish Ka Dan Diya Tumane
Jag Me Bad Dani Kehelaye
Shish Ka Dan Diya Tumane
Jag Me Bad Dani Kehelaye
Hare Ke Ho Tum Hi Sahare
Ham Bhi Har Ke He Aaye
Sab Maya
Sab Maya
Moh Chhod Ke Tera Ho Jana He
Dholiya
Dholiya Dhol Baja
Mere Baba Ne Aana He

Prem Ka Bhukha Saawariya
Ye Prem Ki Bhasha Jane Re
Prem Ka Bhukha Shawariya
Ye Prem Ki Bhasha Jane Re
Chokhani Jo Prem Nibhave
Un Ko Aapana Mane Re
Paras Ko
Paras Ko
Nas Nas Me Shyam Tumhe Basana He
Dholiya
Dholiya Dhol Baja
Mere Baba Ne Aana He
Us Shyam Salone Ka
Shyam Salone Ka
Mene Darshan Pana He
Dholiya
Dholiya Dhol Baja
Mere Baba Ne Aana He

Aai Fagun Ki Ye Bela – Krishna Bhajan

$
0
0

Aai Fagun Ki Ye Bela – Krishna Bhajan

 

Ho Fagan Aayo Rang Rangilo
Jag Me Chhai Bahar
O Mandari Ye Me Betho Betho
Musakaye Sarakar

Aai Fagun Ki Ye Bela
Aaya Shyam Dhani Ka Mela
Aai Fagun Ki Ye Bela
Aaya Shyam Dhani Ka Mela
Pyara Shyam Pyara Dham
Pyara Khatu Nagar Sujam
Aai Fagun Ki Ye Bela
Aaya Shyam Dhani Ka Mela

Cham Cham Kar Ke Galiya Cham Ke
Khatu Nagari Pyari Chamke
Rang Gulal Ude Nagari Me
Bhar Mare Pichakari Haji
Ude Gulal Kare Kamal
Holi Khele Sang Nandalal
Aai Fagun Ki Ye Bela
Aaya Shyam Dhani Ka Mela

Shyam Kund Me Bhid Lagi
Or Gunj Rahe Jeyakare
Rang Udate Jumate Gate
Aaye Bhagat Matavale
Ho Apane Sath Le Sogat
Aai He Kya Rash Ki Rat
Aai Fagun Ki Ye Bela
Aaya Shyam Dhani Ka Mela

Dur Dur Se Sevak Aaye
Tuj Ko Rang Lagane
Sonu Lakha Shyam Dhani Ke
Ban Bede Divane Baba
Baraso Bad He Gopal
Aaye Guru Murari Lal
Aai Fagun Ki Ye Bela
Aaya Shyam Dhani Ka Mela
Pyara Shyam Pyara Dham
Pyara Khatu Nagar Sujam
Aai Fagun Ki Ye Bela
Aaya Shyam Dhani Ka Mela


Dwarika Dham Sudama Ji Bahut Rote He – Krishna Bhajan

$
0
0

Dwarika Dham Sudama Ji Bahut Rote He – Krishna Bhajan

 

Sudama Agar Garib The
Tang Naseeb Se
Bachapan Ke Yar Vo
Shyam Ke Karib The

Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He
Apane Asko Se
Kanaiya Ji Charan Dhote He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He

Kehete Sudama Ji
Un Dwarapalo Se
Milava Do Mere Shyam Se
Bichhada Hu Salo Se
Kehete Sudama Ji
Un Dwarapalo Se
Milava Do Mere Shyam Se
Bichhada Hu Salo Se
Kehe Do Kanaiya Se Tum
Ik Garib Aaya He
Naam He Sudama Milane
Badnaseeb Aaya He
Bhige Palak Nange Pag
Fariyad Laya He
Kaho Dwarpal Jake
Yar Behal He
Aayega Milane Muj Se
Mera Gopal He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He
Apane Asko Se
Kanaiya Ji Charan Dhote He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He

Jab Dwarpalo Ne
Sandesh Sunaya He
Ik Din Sudama Aap Se
Milane Ko Aaya He
Jab Dwarpalo Ne
Sandesh Sunaya He
Ik Din Sudama Aap Se
Milane Ko Aaya He
Sun Ke Kanaiya Dode
Nange Pav Aaye He
Lagaya Gale Sudama
Dono Yar Roye He
Aasan Bitha Ke Aanshu
O Se Pag Dhulaye He
Kahe Rukamani Se Kanha
Ye Mera Pyar He
Naam He Sudama Mere
Bachapan Ka Yar He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He
Apane Asko Se
Kanaiya Ji Charan Dhote He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He

Bole Kanaiya Kya
Bhabhi Se Laye Ho
Ye Potali Kahe Ko
Tum Ham Se Chhipaye Ho
Bole Kanaiya Kya
Bhabhi Se Laye Ho
Ye Potali Kahe Ko
Tum Ham Se Chhipaye Ho
Sudama Jo Chaval Laye
Kanaiya Ne Khaye He
Kutiya Sudama Ki Vaha
Mehel Banaye He
Kaise Naseeb Yar Ke
Fir Jagamaga Ye He
Dwarika Dham Se
Mil Kar Ke Shyam Se
Ho Gaye Amar Sudama
Kanaiya Ke Naam Se
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He
Apane Asko Se
Kanaiya Ji Charan Dhote He
Dwarika Dham Sudama Ji
Bahut Rote He

Dwarika Wale Krishn Kanhaiya – Krishna Bhajan

$
0
0

Dwarika Wale Krishn Kanhaiya – Krishna Bhajan

 

Jamane Me Kaha
Tuti Hui Tasavir Banati He
Tere Darabar Me Bigadi Hui
Takadir Banati He

Tarif Teri Nikali He Dil Se
Aai He Ban Ke Lab Pe Ye Gatha
Dwarika Wale Krishn Kanhaiya
Aaya Hu Tere Mandir Ke Dware
Lab Pe Duvaye Aakho Me Aanshu
Dil Me Umide Par Joli Khali
Dwarika Wale Krishn Kanhaiya
Aaya Hu Tere Mandir Ke Dware
O Kanha
Dwarika Wale Krishn Kanhaiya
Aaya Hu Tere Mandir Ke Dware

O Mere Krishn Kanhaiya
Bada Tu Rash Rachaiya
Juda Inasan Sare
Sabhi Tuj Ko He Pyare
Sune Fariyad Sab Ki
Tuje He Yad Sab Ki
Bada Ya Koi Chhota
Nahi Mayus Lota
Amiro Ka Sahara
Garibo Ka Gujara
Teri Shakti Ko Jane He
Sari Duniya
Do Din Ki Duniya
Duniya Ye Gulasan
Sab Ful Kate Tu Sab Ka Mali
Dwarika Wale Krishn Kanhaiya
Aaya Hu Tere Mandir Ke Dware
O Kanha
Dwarika Wale Krishn Kanhaiya
Aaya Hu Tere Mandir Ke Dware

Ho Radha Shyam Pukare
Ho Mira Giradhar Bole
Yashoda Lal Ban Ke
Ho Natakhat Banshi Bole
Chale Aate He Dode
Jo Khush Kismat He Thode
Ye Har Rahi Ki Manjil
Ye Har Kasti Ka Sahil
Jise Sab Ne Nikala He
Use Tune Sambhala He
Tere Dar Pe Jo Aaye
Khali Na Jaye
Ye Gam Ki Rate Rate Ye Kali
In Ko Banade Holi Diwali
Dwarika Wale Krishn Kanhaiya
Aaya Hu Tere Mandir Ke Dware
Lab Pe Duvaye Aakho Me Aanshu
Dil Me Umide Par Joli Khali
Dwarika Wale Krishn Kanhaiya
Aaya Hu Tere Mandir Ke Dware
O Kanha
Dwarika Wale Krishn Kanhaiya
Aaya Hu Tere Mandir Ke Dware

Yu Na Thukaravo Sanware – Krishna Bhajan

$
0
0

Yu Na Thukaravo Sanware – Krishna Bhajan

 

Yu Na Thukaravo Sanware
Kya Mera Dil Dil Nahi
Yu Na Thukaravo Sanware
Kya Mera Dil Dil Nahi
Ya Bata Do Me Tumhare
Pyar Ke Kabil Nahi
Yu Na Thukaravo Sanware
Kya Mera Dil Dil Nahi

Aapa Ko Apana Samaj Kar
Apani Kismat Sopadi
Aapa Ko Apana Samaj Kar
Apani Kismat Sopadi
Apane Arama De Diye Ab
Apani Ibadat Sopadi
Apani Ibadat Sopadi
Aa Gai Teri Saran Me
Sujati Manjil Nahi
Ya Bata Do Me Tumhare
Pyar Ke Kabil Nahi
Yu Na Thukaravo Sanware
Kya Mera Dil Dil Nahi

Gir Gai Tufa Me Kashti
Aur Kinara Dur He
Gir Gai Tufa Me Kashti
Aur Kinara Dur He
Me To Hu Majabur Lekin
Tu Bhi Kya Majabur He
Tu Bhi Kya Majabur He
Dub Jayegi Ye Naiya
Bin Tere Sahil Nahi
Ya Bata Do Me Tumhare
Pyar Ke Kabil Nahi
Yu Na Thukaravo Sanware
Kya Mera Dil Dil Nahi

Tum Se Koi Bhi Gila
Koi Sikayat Na Hui
Tum Se Koi Bhi Gila
Koi Sikayat Na Hui
Ham Bhi Raho Me Pade The
Par Inayat Na Hui
Par Inayat Na Hui
Ek Thokar Hi Laga Do
Ye To Kuchh Muskil Nahi
Ya Bata Do Me Tumhare
Pyar Ke Kabil Nahi
Yu Na Thukaravo Sanware
Kya Mera Dil Dil Nahi

Jab Se Baji Hai Shyam Ye Tori Muraliya – Krishna Bhajan

$
0
0

Jab Se Baji Hai Shyam Ye Tori Muraliya – Krishna Bhajan

 

Jab Se Baji Hai Shyam
Jab Se Baji Hai Shyam
Ye Tori Muraliya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jab Se Baji Hai Shyam
Jab Se Baji Hai Shyam
Ye Tori Muraliya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya

Me Hu Tumhari Shyam
Kabhi Aajama Lo
De Ke Aavaj Muje
Paas Bula Lo
Me Hu Tumhari Shyam
Kabhi Aajama Lo
De Ke Aavaj Muje
Paas Bula Lo
Takati Subah Aur Sam
Takati Subah Aur Sam
Me Teri Dagariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya

Muje Shyam Dil Se
Kabhi Na Bhulana
Ek Bar To Aake
Karas Dikha Na
Muje Shyam Dil Se
Kabhi Na Bhulana
Ek Bar To Aake
Karas Dikha Na
Binati Suno Meri
Binati Suno Meri
Nand Ke Chhaliya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya

Kab Aavoge
Yad Sataye
Bhul Hui Kya Jo
Din Ye Dikha Ye
Kab Aavoge
Yad Sataye
Bhul Hui Kya Jo
Din Ye Dikha Ye
Charo Taraf Dekhu
Charo Taraf Dekhu
Me Chad Ke Atariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya

Kar Ke Gaye Thai
Paraso Ka Vada
Aa Javo Ab Na
Tadapavo Jada
Kar Ke Gaye Thai
Paraso Ka Vada
Aa Javo Ab Na
Tadapavo Jada
Tum Bin Hai Suni Suni
Tum Bin Hai Suni Suni
Vraj Ki Dagariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jab Se Baji Hai Shyam
Jab Se Baji Hai Shyam
Ye Tori Muraliya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya
Jiyara To Liye Jaye
Banke Saawariya

Kanha Ka Jeena Dushwar Kare – Krishna Bhajan

$
0
0

Kanha Ka Jeena Dushwar Kare – Krishna Bhajan

 

Kanha Ka Jeena Dushwar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare
Kanha Ka Jeena Dushwar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare

Rato Ki Nand Churaye
Sapano Me Aaye Jaye
Rato Ki Nind Churaye
Rato Ki Nind Churaye
Sapano Me Aaye Jaye
Dur Dur Reheke Bekarar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare
Kanha Ka Jeena Dushwar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare

Prit Ki Rit Na Jane
Samajavu To Na Mane
Prit Ki Rit Na Jane
Prit Ki Rit Na Jane
Samajavu To Na Mane
Roj Roj Yuhi Takarar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare
Kanha Ka Jeena Dushwar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare

Kaise Ko Tu Samajavu
Tere Bin Rehe Na Pavu
Kaise Ko Tu Samajavu
Kaise Ko Tu Samajavu
Tere Bin Rehe Na Pavu
Bar Bar Kahe Inkar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare
Kanha Ka Jeena Dushwar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare

Kahe Na Mane Batiya
Roy Roy Meri Dukhe Ankhiya
Kahe Na Mane Batiya
Kahe Na Mane Batiya
Roy Roy Meri Dukhe Ankhiya
Yamana Pe Betha Intajar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare
Kanha Ka Jeena Dushwar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare
Kanha Ka Jeena Dushwar Kare
Fir Bhi To Kanha Tuje Pyar Kare

Viewing all 51 articles
Browse latest View live